Red: The Dark Side

 Red: The Dark Side

                     1.Aafreen Tera Chehra
2.Aamin
     3.Ek Tum Hi
                 4.Dil Ne Ye Na Jaana
                     5.Loneliness Is Killing...
                                6.Aafreen Tera Chehra (Remix)
          7.Aamin (Remix)
                8.Ek Tum Hi (Remix)
                                9.Loneliness Is Killing... (Remix)


1

afreen tera chehra, aafreen teri aankhe
aafreen tera manjar, aafreen teri baate
tera pyar pana hai, chahe jo ho
pyar ye nibhana hai, chahe jo ho
tera pyar pana hai, chahe jo ho
afreen tera chehra, aafreen teri aankhe
aafreen tera manjar, aafreen teri baate
tera pyar pana hai, chahe jo ho
pyar ye nibhana hai, chahe jo ho

teri tamana hai, tera basera hai
dil ke ashiyane me, masuam ke aane me
masuam ke jaane me, tu har fasane me
meri ruh talak tu samayi hai,
meri ishq yeh gehraaye hai
mehsus karu tujhe har lamha,
mere ehasaaso pe tu chhaayee hai
aafreen tera chehra, aafreen teri aankhe
aafreen tera manjar, aafreen teri baate
tera pyar pana hai, chahe jo ho
pyar yeh nibhaana hai, chahe jo ho

tera hi armaan hai, mere duwayo kee
har ajmaish me teri hee bechani,
din raat behatee hai
saason kee khwaaish me, betaabee
kaa woh aalam hai
tere dard me hi chain aata hai,
tera chain bada bedardi hai
wo dekh sukun tadpata hai
aafreen teraa chehra, aafreen teree aankhe
aafreen teraa manjar, aafreen teree baate
teraa pyaar pana hai, chahe jo ho
pyaar yeh nibhana hai, chahe jo ho
chahe jo ho



2

bewafa tere sang wafa ki ummid kar baithe
kya kare kya kare sanam ham to
tumpe hi mar baithe

ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye
ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye
tumne dil ko dhadkaya, tumne dil ko tadpaya
tumne badi becheni di, phir bhi tumpe pyar aaya
ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye
ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye

lamha lamha sanam, gujara hai teri chahat me
tanaha tanaha raha yeh dil, ham jiye teri hasrat mai
tumne dil ko dadhkaya, tumne dil ko tadpaya
tumne badi bechaini di, phir bhi tumpe pyar aaya
ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye

aafreen aafreen aafreen aafreen
afreen tera chehra, afreen teri aankhe
tera pyar paana hai, chaahe jo ho
haal kya kar gaya, junun dil ki bekarari ka
kis kadar chaha rang yeh, ulfato ki kumari ka
tumne dil ko dhadkaya, tumne dil ko tadpaya
tumne badi bechaini di, phir bhi tumpe pyar aaya
ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye
ek tum hi bache the kya, duniya me dil lagane ke liye





3

teri umid, teri baate
woh lamha lamha katee tere naam se raate

dard se yun mulakaat hogee dil ne yeh naa jaana
nzdikiyo me duriyo kee baat hogee
dil ne ye naa jaana naa jana naa jaana
naa jaana naa jaana naa jana naa jaana naa jaana

teri yado ke ghane saaye
ye kaise manjar par mujhko hai lekar aaye
iss tarah ashk ki barsaat hogee
dil ne yeh naa jana naa jana naa jana naa jana
naa jana naa jana naa jana naa jana
teri ummid, teri baate
woh lamha lamha katatee tere naam se raate
iss tarah bechainee mere saath hogee

dard se yu mulaakaat hogee
dard se yu mulaakaat hogee
dil ne ye na jana na jana na jana na jana
na jana na jana na jana na jana
na jana na jana na jana na jana na jana




4
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
meri khwaish tu, mera sajada tu
meri khwaish tu, mera sajada tu
tere ishk ko panu aye najanin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
meri khwaish tu, mera sajada tu
tere ishk ko panvu aye najanin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin

tu hi meri yado ka taram, tu hi meri jaan hai
tu hi meri chahto ki bandish, tu hi armaan hai
tere bina ek pal naa gujre, tujhpe dil kurban hai
meri khwaish tu mera sajda tu
tere ishk ko pavu ai najanin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin

bechain dil ki ummido ka, tujhpe hi daromadar
teri kashish tera ishk mere, jehan o jiya pe sawar
mere khyalo ne raat aur din, chaha tujhe beshumar
meri khwaish tu mera sajda tu
tere ishk ko pavu ai najanin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin
aamin aamin aamin aamin





5
loneliness is killing everyone loneliness is killing everyone loneliness is killing everyone tera mera mera tera dushman, yeh akelapan aaja aaja aaja mere naal janeman lonelines is killing everyone tera mera mera tera dushman, yeh akelaapan aaja aaja aaja mere naal jaaneman loneliness is killing everyone loneliness is killing everyone iss darde dil se ham aashana, bhige bhige dil ke sare armaan najaro me tera intjaar hai, ab karaar bhi kyu bekraar hain tera mera mera tera dushman, yeh akelapan aaja aaja aaja mere nal jaaneman loneliness is killing everyone suni suni lagti saari duniya, ishq mera kya tere bina chain se na bheete abb ek pal khaayisho me jaane kyun hain halchal tera mera mera tera dushman, yeh akelapan aaja aaja aaja mere nal jaaneman loneliness is killing everyone





No comments:

Post a Comment