My Name Is Anthony Gonsalves

 My Name Is Anthony Gonsalves

                                                                              01 Tum Mile
                                                                              02 Tere Bina
                                                                              03 Ya Baba
                                                                              04 Jaane Maula Jaane Khuda Part 1
                                                                              05 Allah Beli
                                                                              06 Jaane Maula Jaane Khuda – Part 2
                                                                              07 Tum Mile – Remix
                                                                              08 Ya Baba – Remix 

                                                                         All Songs  – MediaFire Link


1

(jaane tu na, jaane maula jaane jahaan yaar tu hi meri aashiqi hai tu hi mera pyaar aise kahaan chali chali karke dil pe mere vaar vaar) - 2 tujhse jindagi hai, tujhpe mar jaayunga tere liye god kasam kuchh bhi kar jaayunga mar jaayunga, mit jaayunga, loot jaayunga hai tujhko hi dekha hai, tujhako hi chaaha hai tujhko hi maanga hai, tujhko bataayun main kaise teri tamanna hai, tera fasaana hai dil mein jo baatein tujhko sunaau main kaise bebasi jaan le, maan le tere liye khaak chhaani badi jaane tu na jaane maula jaane jahaan yaar tu hi meri aashiqi hai tu hi mera pyaar aise kahaan chali chali karke dil pe mere vaar tujhse jindagi hai, tujhpe mar jaayunga tere liye god kasam kuchh bhi kar jaayunga mar jaayunga, mit jaayunga, loot jaayunga teri hi yaadon mein, teri hi khaabon mein tere khayaalon mein dooba hoon dooba hoon main toh pichha na chhodunga, naata na todunga rishta main jodunga, deewaana tera hoon main toh chain hai tu mera, main tera ik manchala aawaara, aashiq hoon jaane tu na jaane maula jaane jahaan yaar tu hi meri aashiqi hai tu hi mera pyaar aise kahaan chali chali karke dil pe mere vaar tujhse jindagi hai, tujhpe mar jaayunga tere liye god kasam kuchh bhi kar jaayunga mar jaayunga, mit jaayunga, loot jaayunga - 4








2


(tum mile jaane dil ko mere kya huwa, jaane mere dil ko kya huwa
bekhar har dhadkan tadapane lagi, jaane mere dil ko kya huwa) - 2

main hain to huwa khud se juda, hai tera kaisa asar
hai bheed mein tanhaayiyaan, ?? yeh kis mod par
meri nazar ko iss tarah teri nazar ne chhuva
bechainiyaan aisi badhi, mera sukoon gum huwa
har ghadi ek ajab sa hai chhaaya nasha, jaane mere dil ko kya huwa

hum dono toh chup hai magar, bole hai ghaamoshiyaan
aate nahin hum hosh mein, kaisi yeh madhoshi
hum ko nahi kuchh bhi pata, kaise deewaane hai hum
roke se bhi abb na ruke deewaanagi mein kadam
?? mein dhadkano ka hasin silsila, jaane mere dil ko kya huwa
tum mile jaane dil ko mere kya huwa, jaane mere dil ko kya huwa









3

aansu ka koyi rang nahi, dard ki koyi jaat nahin
dil tute toh hans de bande??, ronewaali baat nahin

aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha
kyun saath yeh chhuta, tu jo ho gaya begaana
aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha
kyun saath jo chhuta, dil ko samjhaana
hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 2

raahon mein jo ik saathi tha saaye sa
aise woh phir kyun milke hai bichhada bhala
dono ne hi dekha tha khaab jo
pal mein jaane kyun aise woh bikhra bhala
khaab woh tera tha khaab woh mera
tha yaar tu mera abb hai anjaana
hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 2

khoya kya hai aur paaya hai dil ne kya
jaane kaise yeh koyi bhi banda yahaan
maula mere tu usako chain de
jaate jaate jo chaino sukun le gaya
pyaar usako de, tu jeet usako de
tu haar mujhko de, main hoon deewaana
hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 4











4



(o khaabon mein aanewaale dil ko churaanewaale, kya tujhe ehsaas hain ek pal bhi hai na mumkin abb mera jina) - 2 tere bina, tere bina, tere bina haan tere bina na dard dekha, na bekhudi thi, sine mein bhi na thi koyi hulchal - 2 chanda sitaare saare nazaarein fike lage kyun aajkal tere bina, tere bina, tere bina haan tere bina ho raaton ko sou tanha akeli, kar dete?? hai chain se mere har pal - 2 chain mein bhi bechainiyaan hai, sapne magar kuchh hai tabhi tere bina, tere bina, tere bina haan tere bina o khaabon mein aanewaale dil ko churaanewaale, kya tujhe ehsaas hain ek pal bhi hai na mumkin abb mera jina tere bina, tere bina, tere bina haan tere bina









5


salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon nashile hai mere sapne, nashe mein tu (ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba) - 2 (meri tamanna ke mere khayaalon ke laaakhon deewaane bane hain meri muhabbat ke meri jawaani ke laakhon fasaane bane hain) - 2 koyi bhi mujhsa yahaan kahaan, yeh baat jaan le o jaan-e-jaana (ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba) - 2 raaste hai kahaan mere, manjilein hai kahaan meri ja rahein hai kadam kahaan, na mujhe hai khabar koyi na hai pata i luv u when u moving to the groove, ??? (chaahu jise chaahu usake kareeb aau, aake nazar mein basaalu yun hi andhere mein baahon ke ghere mein, main chori se dil ko churalu) - 2 main hasin ehsaas hoon sanam, jo kabhi na bujhe woh pyaas hoon (ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba) - 2 salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon nashile hai mere sapne, nashe mein tu (ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba) - 2







No comments:

Post a Comment