Banaras - A Mystic Love Story

 Banaras - A Mystic Love Story

01 Kitna Pyar Kerte Hain – Male
02 Ishq Mein Dilko – Part 1
03 Rang Dalo
04 Purab Se
05 Yeh Hai Shaan
06 Kitna Pyar Kertre Hein – Female
07 Baajuband Khul Khul
08 Rang Dalo – Folk
09 Ishq Mein Dilko – Part 2




1

purab se jab suraj nikle sinduri ghan chhaye
pavan ke pag me nupur baje mayur mann mera gaye
purab se jab suraj nikle sinduri ghan chhaye
pavan ke pag me nupur baje mayur mann mera gaye
mann mera gaye
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay

pushp ki mala thal sajau, gangajal bhar kalash mai lau
nav jyoti ke dip jalau, charno me nit shish jhukau
bhav vibhor hoke bhakti me rom rom rang jaye
ho mann mera gaye
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay

abhyankar shankar avinashi, mai tere darshan ki abhilashi
janmo se puja ki pyasi, mujhpe karna kripa jara si
tere siva mere prano ko aur koyi na bhaye
ho o o o mann mera gaye
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay, om namah shivay
om namah shivay, om namah shivay






2


kitna pyar karte hain tumhe sanam, mere dil se puchh lo naa - (2) ho mere dil se puchh lo naa bina sas kaise jinda rahe ham mere dil se puchh lo naa -2, puchh lo naa mere dil se puchh lo naa - (2) mann kare nam sari jindagi kar de khwabo me tanhayiyo ki sadagi bhar de kyon sitamgar ai khudayi kaisi hoti hai judayi kitna sakt hota hai duri kaa gam, (mere dil se puchh lo naa -2) behte ashko me chhupi hai pyar ki bate lamha lamha yad aati woh mulakate chahato ki moti ladiya kaise katati hai yeh ghadiya kiss tarah se karti sada yeh sitam, (mere dil se puchh lo naa -2) kitna pyar karte hain tumhe sanam, (mere dil se puchh lo naa -2)







3


ishk mein dil ko pagal pagal pagal bana baithe, unse nazrein kya mili
ishk mein dil ko pagal pagal pagal bana baithe, unse nazrein kya mili
unse nazrein kya mili
hoshoaawaz hum to hum to hum to gawa baithe, unse nazrein kya mili
unse nazrein kya mili

unki baate unka charcha shaam savere karte hai
ehsaaso ki odhake chaadar har pal jeeke marte hai
hum to khudko dheere dheere dheere bhula baithe, unse nazrein kya mili
ishk mein dil ko pagal pagal pagal bana baithe, unse nazrein kya mili

saaya banke saath chale jo unki hi parchhayi hai
pagalpan hai khamoshi hai, charo taraf tanhaai hai
hum aankho mein sapne sapne sapne saja baithe, unse nazrein kya mili
ishk mein dil ko pagal pagal pagal bana baithe, unse nazrein kya mili
unse nazrein kya mili, unse nazrein kya mili
unse nazrein kya mili






4


hai bada dard hoye, bada dard hoye hamri kalai me
bhang?
bada dard hoye, bada dard hoye hamri kalai me
bhang?
bhangiya ragad ke pee sajaniya, rasiya balam aai hai ga

rang daalo ho rang daalo
rang daalo phenko gulal ho bolo sara ra ra - (2)
kar do sabko lal lal, ho bolo sara ra ra - (2)
hai sara ra ra ra, sara ra ra
rang daalo phenko gulal, ho bolo sara ra ra - (2)

(aai aai dekho chhoriyo kee toli
pyar kee pichkariyo se mar degi goli) - (2)
mohse phagun me kahe rar kare
chhup chhup ke najariya se var kare
ham aaye - (2) karne dhamal, bolo sara ra ra
rang dalon phenko gulal, ho bolo sara ra ra

ding dang
(choliyo se chhalke goree goriyo kaa joban
hosh udd jaye bas me rahe naa yeh mann) - (2)
arey ja re bhangedi matwale, kahe nainan se jadu dale
hamein kar do - (2) kar do nihal, ho bolo sara ra ra
rang dalon phenko gulal, ho bolo sara ra ra
arey re ra ra sara ra ra
rang dalon phenko gulal, ho bolo sara ra ra
rang dalon phenko gulal, bolo sa ra ra ra ra ra ra






5


bajuband khul khul jaye jaye bajuband khul khul jaye khul khul jaye mora jiya ghabraye - (2) bajuband khul khul jaye bajuband khul khul jaye jaye - (3) bajuband khul khul -2 jaye








6
sa re ga pa dha pa re ga pa re sa
(ishk me dil ko pagal pagal pagal bana baithe
unase najre kya mili -2) - (2)
hosho hawas ham toh ham toh ham toh gawa baithe
unse najre kya mili - (2)

unaki bate, unaka charcha sham savere karte hain
ehsaso ki odhake chadar pal pal jite marte hain
ham toh khud ko dhire dhire dhire bhula baithe
unase najre kya mili, ishk me dil ko pagal pagal pagal bana baithe
unase najre kya mili

sa re ga pa dha pa re ga pa re sa

saya banke sath chale jo unaki hi parchhayi hain
pagalpan hain, khamoshi hain, charo taraf tanhayi hain
ham palko me sapne sapne sapne saja baithe
unase najre kya mili, ishk me dil ko pagal pagal pagal bana baithe
unase najre kya mili



No comments:

Post a Comment